bey-maqsad zindagi …
mainey jisey naam zindagi ka diya
aaj usney mujhey benaam kardya
mainey jisey chaaha mohabbat ki jiss sey
uskey hi apno ney mujhey Gham ka pe‘mana dya
main jis ki khatir bana kuch ajeeb sa
usney hi meri tanhayi ko raqeeb kardya
main merta kya na karta meri jaana !
merey dushmanoo ney mout ko her bar naya bhana dya
merey jeney ka maqsad cheen ker kehtey hain wo sab
shukriya aap ka key isey jeena sikha dya
wo na hansti thi na bolti thi kabhi
usey bolna or hansna sikhadya
mainey jagaye rakha khudko uski mohabbat k liye
aaj kismat ney hi mujhey Ghamoon ki neend suladiya ..
No comments:
Post a Comment