Monday 20 January 2014

Dil aapne aap dharakhta hai dharkaya nhi jata

Dil aapne aap dharakhta hai dharkaya nhi jata
ye raz e mohabbat her ek ko btaya nhi jata.


agr ehsaas ho tu mohabbat ko kar lo mehsoos
ye wo jazba hai jo lafzon mai samjhaya nhi jata.

dosti k liye mohabbat or kuloos hai lazim
har hath milane wale ko dost samjha nhi jata.

bhot kam hain wo log jo dil mai uter jate hain
har rha chalte ko apna banaya nhi jata.

koshish se badal jati hai taqdeeren
dai kar ilzam qismat or dil ko bhelaya nhi jata.

No comments:

Post a Comment