Monday 20 January 2014

Na jeet dekhta hu, na haar dekhta hu,

Na jeet dekhta hu, na haar dekhta hu,
Baithke iss paar bas, uss paar dekhta hu…

Ilzam kise du mere, katal-a-aam ka,
kabhi phool dekhta hu, kabhi khaar dekhta hu…

Guman na ho jaye yu, mujhe apne aap se,
bas aaina roz mai, ek baar dekhta hu

No comments:

Post a Comment