Rj Syed Baseer's Collection
Urdu & English Poetries , Ghazal's , Ashharr & Nazam's,Naat's
.
Pages
2 Line poetry
4 Line poetry
English Poetry
Ghazal's
Islamic Poetries
Love Poetry
Naat's
Poetries
Picture Poetries
Punjabi poetry
Romantic Poetry
Sad poetry
Uedu text poetry
General Knowledge
Tuesday, 17 June 2014
Tera bachpan hi rehta
Tera bachpan hi rehta to acha tha "JANA"
Hazaron hasraten barbaad ki hain tu ne jawan ho kar
Main bus ik bar
Main bus ik bar lajawab howa "JANA"
Kisi apny ne kaha jab kaun ho tum?
Tumhari dunia me
Tumhari dunia me hm jese hazaaron hen "JANA"
Hum hi pagal the jo tumhay paa k itraanay lagay
Mere shikwon per
Mere shikwon per us ne hans k kaha "JANA"
Kis ne ki hi wafa jo ham karte
Tu un gallion mein
Tu un gallion mein q jata hy "JANA"
Jahan teray apnay hi teray liye khanjar liye baithay hain
Bara naaz tha un ko
Bara naaz tha un ko apne parde pe "JANA"
Kal raat woh khawab me sar-e-aam chale aaye
Rooth jane ki ada
Rooth jane ki ada hum ko bhi atti hy "JANA"
Kash hota koi hum ko b manane wala
Chal ab meri sans hi
Chal ab meri sans hi zamant rakh ly to "JANA"
Shaid es tarah ban jaon mein teray aitbaar k qabel
Hum loug tere shehar
Hum loug tere shehar me khsushbu ki tarha hyn "JANA"
Mehsus to hote hyn dikhai nahi dete
Rooy ga is qadar wo
Rooy ga is qadar wo meri lash se lypat kar "JANA"
Agar is baat ka pata hota to kab k mar gaey hote
Ab neend se kaho
Ab neend se kaho hum se sulah kar lay "JANA"
Wo door chala gaya hy jis k liye hum jaaga karte thay
Ap hi apni adaon pe
Ap hi apni adaon pe zara ghour karain "JANA"
Hm agar arz karain ge to shikayat ho gi
Tor de tasbeeh
Tor de tasbeeh ko iss khayyal se "JANA"
Kya gin gin lain uska jo be hisaab deta hy
Usay tarash k
Usay tarash k heera bana dia hum ne "JANA"
Magar ab yeh sochtey hyn husse hum khariden kaisey
Kis ki kya majal thi
Kis ki kya majal thi jo koi humko kharid sakta "JANA"
Hum to khud hi bik gae kharidar dekh kar
Aik dewana yeh kehtay
Aik dewana yeh kehtay huye hansta jaata "JANA"
Kaash manzil se bhi agay koi rasta jaata
Be-naam zindgai ki
Be-naam zindgai ki haqeeqat na puchiye "JANA"
Kuch pur khuloos log thay barbaad kar gaey
Muhabbat kar saktay ho
Muhabbat kar saktay ho to rab se karo "JANA"
Mitti k khilno se kabi wafa nahi milti
Wo Jiss Kay Pass Rehta Tha
Wo Jiss Kay Pass Rehta Tha Dosto’on Ka Hajoom
Suna Hai "JANA" Kal Raat Ehsas-E-TANHAI Say MARR Gaiya…
Wafa ki laaj mein
Wafa ki laaj mein uss ko mana laitay to acha tha "JANA"
Ana ki jung mein akser judai jeet jati hai.....!!
her roz dil udaas hota hai
her roz dil udaas hota hai or shaam guzar jaati hai "JANA"..
ek roz sham udas hoga or hum guzar jaaynge..!
Shiddat e dard se
Shiddat e dard se sharminda nahi meri wafa "JANA"
dost gehre hain to phir zakhm bhi gehre honge
Sada Roposh RaHtay HaiN
Sada Roposh Rahtay HaiN WoH PAThAr "JANA".....!!!!
EmaRat JiN Kay KaNdhOon Pay Khari Ho....
Khud ko chuntay huway din
Khud ko chuntay huway din saara guzar jaata hai "JANA"
Phir hawa shaam ki chalti hai tu bikhar jaate hein..!!
Woh Kehta Tha
Woh Kehta Tha Main Tere Jisam Ka Saaya Hoon "JANA"
Issi Liye Shayad Andairey Mein Saath Chhor Geya
Mujh se kehti hai
Mujh se kehti hai teray saath rahongi "JANA"
bohat piyar karti hai mujh se udaasi meri
us ki gumsum
us ki gumsum saadgi pe mat jao "JANA"
woh sumandar hai tow phir gehra bhi hoga
Tum is shehar k khaloos se
Tum is shehar k khaloos se waqif nahi "JANA"
yeh tow mohsin ko bhi sar e aam saza detay hein
Faraz Tere Junoo ka
Faraz Tere Junoo ka khayal hai warna
Ye kyaa Zarur woh soorat sabhi ko achchi lage
Widaaye yaar ka Manzar
Widaaye yaar ka Manzar "JANA" Yaad nahi
Bas ek doobta sooraj meri nigaah me hai
Zindigi me bohot kamm mili hai
Zindigi me bohot kamm mili hai "JANA"
wo cheez Jise shiddat se chahaa mainey
Hum mohabbat mein bhi
Hum mohabbat mein bhi tauheed ke qayal hain "JANA"
Aik hee shakhs ko mehbob banaye rakhna
Khud apane aap ko
Khud apane aap ko parakhaa to ye nadaamat hai
ke ab kabhii use ilzaam-e-bevafaai na duuN
Kis nay Merey Muqaddar main
"JANA" Kis nay Merey Muqaddar main likh Diyee
Bus Aik Darya Ki D0sti main Suraab Saray......!!
Zanjeer Teri yaad hai
Zanjeer Teri yaad hai zindaaN tera KHyal..
kesey RIHAA karega Tuu Apney Aseer KO??
Yun hi issay log
Yun hi issay log muhabbat samjh bathaiy hain "JANA"
Woh shaks mujhe jaan se pyarra hai or bus
Neend se kaho ham se
Neend se kaho ham se dosti kar le "JANA"
Woh dor chala gaya jab kisi k kiye jaga karte the
Surat ko dekh kar to
Surat ko dekh kar to dhoka khaya hai "JANA"
Seerat ko dekhte to aaj khawaar na hotaiy
Zabt-e-gham is qadar
Zabt-e-gham is qadar aasaan nahi "JANA"
Aag hotaiy hain woh aansoo jo piye jataiy hain
Hum To Aghaz-e-Mohabbat mein
Hum To Aghaz-e-Mohabbat mein Hi Lutt Chukke "JANA"
Log Kehte Hain Ajnaam Bohat Bura Hota hai
ankh sa nikla ur goud ma
ankh sa nikla ur goud ma a kar gir gia
1 ansoo mara zubt ki tuhin kar gia
ya ilahi mari arzoo ko
ya ilahi mari arzoo ko benaqab na karna
beshsuk dana mara gunaho ko magar hisab na karna
Tuesday, 10 June 2014
Hoa hay tujhe say bicharnay
Hoa hay tujhe say bicharnay k baad ye maloom
K tu nahin tha teray saath ek dunya thi
Meri Khushi kai Lamhai
Meri Khushi kai Lamhai Mukhtasir iss Qadar hain "JANA"
Guzar Jatay hain merai muskaranay sai pehlai...
Zindagi you to mukammal thi
Zindagi you to mukammal thi
apni "JANA"
na jaanay kyon tujh ko dekha to kisi shay ki kami payee
Pehle pehal ka ishq
Pehle pehal ka ishq abhi yaad hai "JANA"
Dil khud ye chaahta tha ke, rusvaaiyan bhi hon
Jab chale they
Jab chale they to hum tanha thay "JANA"
Phir tum mile,ghum mile, kaafla sa ban gaya...!!
Dafnane se paihle mere
Dafnane se paihle mere Dil Ko nikaal lena "JANA"
Kahin khaak main na mill jaye mere dil main rehnay wala...!!
Woh meri Qabar pe aaya
Woh meri Qabar pe aaya or khul k ro na saka. "JANA"
Kitna khayal tha ussy mere sukoon ka.!!
Meri Aankhein Bhi Ek Din
Meri Aankhein Bhi Ek Din Muj Se Yeh Keh Dein Gi "JANA"....
Khawab Na Uss K Dekha Kro Ham Se Ab Roya Nahi Jata...
JiS pE LikHa tHa Ki tU
JiS pE LikHa tHa Ki tU MeRe MuQaddaR MeiN NaHi ..
apNe HaaTh Ki wOh LakeeR MiTa Di MeiNe .. !!
Bohat Zulm dhaai us ne
Bohat Zulm dhaai us ne Logon Pr "JANA"......
Us ka anjaam daikhna acha lagay ga......
sochta hoo k kabi tery dil mai
sochta hoo k kabi tery dil mai uter kar daikh loo JANA............
kon basa hai tery dil mai jo mughey basnay nai daita
Jab Se Wo Lauta Hai Khuwabon Ke
Jab Se Wo Lauta Hai Khuwabon Ke Shehar Se JANA , ,
Mujh Se Uss Shakhs Ki Aankhen Nahi Dekhi Jati .
Mushkil Waqt Main Kon Kisi Ka
Mushkil Waqt Main Kon Kisi Ka Sahara Banta Hai “JANA”
Sookhay Patton Ko Tou Darakht Bhi Gira Detay Hain . . .
Mujhe Us Matti Se Khuda Ne
Mujhe Us Matti Se Khuda Ne Banaya Hai JANA, ,
Azal Ke Din Se Jo Reh Gayi Thi Wafa Ke Liye . . .
Judai Par Hee Qayim Hai
Judai Par Hee Qayim Hai Nizaam-E-Zindagani
Sahil Se Bichar Jaata Hai Galay Mil Mil Kar Paani Bhi..
Aankhen Khuli Tou Jaag Uthi
Aankhen Khuli Tou Jaag Uthi Hasraten “JANA”..
Us Ko Bhi Kho Diya Jisay Paya Tha Khuwab Main..!!
mughey tum rooh mein basa laitay
mughey tum rooh mein basa laitay tu acha tha JANA.....
dil.o. jan k rishte to aksar toot jaya kartay hai
MojY kiSi sY Bhalai ki Ab
MojY kiSi sY Bhalai ki Ab koi Tawaqo Nahi JANA..
Main Adatan Sab Sy Keh raHa hoN mujhE DuaoN Mein Yaad rakhNa
Hm nE Sookhi hui ShakoN
Hm nE Sookhi hui ShakoN pe Lahu Chhirka tha ..
phool Agr Ab b Na khilTe To KayamaT Hoti
Wo bhi kiya ajeeb shaks tha
~**~ Wo bhi kiya ajeeb shaks tha JANA k jis ki zaat par~**~
~**~ jab aaitbar barrh gia to ikhtyar ghatt gia ~**~
Teri bewafion par mar jany ko
~**~ Teri bewafion par mar jany ko ji chahy JANA~**~
~**~ Tuj main wafa hoti too kiaa hoota ~**~
Boht ajeeb hain yah bandshain
~**~ Boht ajeeb hain yah bandshain mohbat ki JANA~**~
~**~ Nah us nay kaid main rakha nah hm Farar howy~**~
teray in ansoon ko
teray in ansoon ko kaun dekhay ga JANA
aaj kal tou mausam bhee barishoon ka hai
Ghar say niklay thay ke
Ghar say niklay thay ke dunya ne pukara tha JANA
Abb fursat miley dunya se tou ghar jain kahein
koi muntazir hy uska
koi muntazir hy uska kitni shiddat se JANA.....
wo janta hy magar anjan bana rehta hy!!!
USKAY SHEHAR MAIN KI
USKAY SHEHAR MAIN KI GUFTOGO HAWION SAY
YEAH SOCH KAR KAY HAWION MAIN SANSAIN THI USKI
hazaroo tukray kiye us ne
hazaroo tukray kiye us ne mere dil k
kudhi ro para har tukray pe apna naam dekh kar
Monday, 9 June 2014
Wo bzahir to mila tha
~**~Wo bzahir to mila tha ik lamhay ko JANA~**~
~**~umar saree chayee usko bhulany k liay~**~
uskE pyaaR ka NashA
uskE pyaaR ka NashA itnA thA JANA..
Ko logoN Ny MerA NaaM SharaBi RakH diyA
Magroor Hai Hum Kehti Hai
Magroor Hai Hum Kehti Hai To Kehti Rahe Duniya
Hum Mud Ke Kisi Shaks Ko Dekha Nahi Karte
Qurbaani hay Pyar ka
Qurbaani hay Pyar ka Asli Matlab JANA
Choor Diya Saath Mera Bas Itna Keh Kar
Wo kiss tara mila tha
Wo kiss tara mila tha, juda kaise ho gaya JANA
Socha tha, yeh sawal na socha karain ge hum
Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai
Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai JANA
Par Yahan To Imtehano Ne Zindagi Leli
Shayed khushiyon ka
Shayed khushiyon ka mosam bi aa jaye JANA
Gham bi to mil gaye thy tamanna kiye begair.
Tum ko ehsas-e-nadamat ho
Tum ko ehsas-e-nadamat ho to bas itna karna.
Phir is tarah se na kisi aur ko ruswa karna.
Aa Abre Mohabat To Kahein Aur Ja K Brsna
Aa Abre Mohabat To Kahein Aur Ja K Brsna
Main Rait Ka Sehra Houn Meri Piyas Bohat Hai
Ik nafrat he nahi duniya mein dard ka sabab JANA,,
Mohabbat b sakoon walon ko bari takleef daiti hai..
Wo apnay faiday ki khatir
Wo apnay faiday ki khatir phir aa milay thay hum se JANA,,
Hum nadan samjay k hamari duaon mein asar hai..
Dil tab se udass hai
Dil tab se udass hai jab se khabar hoi hai JANA,,
Miltay hain wo khaloos se her ajnabi k sath..
Wo ik shab jala tu
Wo ik shab jala tu usay shamma keh diya,,
Hum barson se jal rahain hain FARAZ, koi tu khitaab du..??
Mehwar-e-Sooch dono ka
Mehwar-e-Sooch dono ka aik hi hai
Mujhe "Uss" se or ussay "Khud" se Fursar nahi milti
Hum Se Bichar K Us Ka
Hum Se Bichar K Us Ka Takbbur Bikhar 'Jana'
Har Ek Se Mil Raha Hy Barii Aajzii K Saath
Waqt-e-Qudrat Le Aaya Hy
Waqt-e-Qudrat Le Aaya Hy Aaj Humain Us Jaga Pe 'Jana'
Chal Diye Usi Mitti Main Jis Ki Hum Amanat Thay ....
Bin Maange Hi Mil Jati Hyn
Bin Maange Hi Mil Jati Hyn Taabeerai'n Kisi Ko 'Jana'
Koi Khaali Haath Reh Jata Hy Hazaro'n Duao'n K Baad
Dil K Rishto'n Ki Nazakat
Dil K Rishto'n Ki Nazakat wo Kia Janey 'Jana'
Naram Lafzo'n Se Bhi Lag Jati Hyn Chotai'n Aksar
Us Ne Mujhe Chhor Dia
Us Ne Mujhe Chhor Dia To Kia Hua Jana...
Meine B To Chora Tha Sara Zamana Us K Liye... |'!'|
Haseen Yadoon K Kuch MauSaM
Haseen Yadoon K Kuch MauSaM Ussey Arsaal Krney Hein Jana!
SuNa Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti.~!
Ye Din Bhi Qayamat Ki
Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai "Jana"
Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya...!!
Bus wo shakhs acha laga
Bus wo shakhs acha laga ussay saaf keh daala hum nay JANA
Dill ki baat hay hum say munafiqat na ho saki….
Wo bewafa he sahi
Wo bewafa he sahi aao us ka zikar karain JANA
Abhi to umar parri hay us ko bhulanay k liye
Duniya ki aag mein jalna
Duniya ki aag mein jalna to muqadar ban gaya hay JANA
Jise kehte hain apna haal-e-dill wohi badnaam karta hay
Mohabbat ke bhi kuchh andaz hote hain
Mohabbat ke bhi kuchh andaz hote hain,
Jaagti aankhon mein bhi kuchh khwab hote hain,
Zaroori nahi ki gham mein aansu nikle,
Muskurati aankhon mein bhi sailaab hote hai..!!
Mere bina ik pal reh
Mere bina ik pal reh na sako gay tum,
Mujhko pta hai ye keh na sako gy tum
Tuje Haq Diya Ha
Tuje Haq Diya Ha Miny Mere Sat Dil Lagi Ka
Mere Dil SE Khil Jab Tak Tera Dil Bihal Na Jay
Sazaa Ye Dil Ki Ankhon Se
Sazaa Ye Dil Ki Ankhon Se Cheen Le Neendin
Jurm Ye Tha Ke Teri Chahat Ke Khawab Dekhy Thay
Chupa Ka Dil Mein
Chupa Ka Dil Mein Ghamon Ka Jahaan Baithe Hain
Tumhari Bazm Mein Hum Be-Zubaan Baithe Hain
Mujh Ko Toh Is Jahan
Mujh Ko Toh Is Jahan Me Sirf Tujhi Se
Ishq Hai Ye Mera Imtehaan Le Ya Mera Aitebaar kar
Peetay Peetay Zehr-E-Gham
Peetay Peetay Zehr-E-Gham Ab Jsim Neela Par Gaya
Kuch Dinon Me Daikhna Hum Asmaan Ho Jayenge
Zakhm Pata Pata Ha
Zakhm Pata Pata Ha
Dard Dhali Dhali Ha
Aya Chaman Ya Tu Bata
Kon Tara Mali Ha
To ne yon dekha hai jese
Toone yoon dekha hai jese kabhi dekha hi na tha ,,,
Mein to DIL mein tere qadmo k nishaan tak dekhon
boht dair kr dhee
boht dair kr dhee ,,sannam aaatay aatay ,,
aap kaihtay hoo thoree dair hueee aap ko
Ahla baab pochtay hain hum say
A
hla baab pochtay hain hum say kiya taray dost b thay,,,,,
kahaa hai thay mager kraey k
Tairi judae mai hoe jo halat to daikho
Tairi judae mai hoe jo halat to daikho
Raton ko nend na ae kuch to socho
Jab say gae ho dur hum sy
Yaad utna he aty ho kasam sy
dhondta phrta hu ay Iqbal apne apko
dhondta phrta hu ay Iqbal apne apko
ap he goya musafir ap he manzil hu me
Mohabat Ke Baad Mohabat
Mohabat Ke Baad Mohabat Mumkin Hai Faraz…
Par Toot Ke Chahna Ek Baar Hota Hai..
Mohabbat Haath Mein Pehni
Mohabbat Haath Mein Pehni
Hui Churi Ki Manind Hai,
Sanwarti Hai, Khanakti Hai,
Khanak Kar Toot Jati Hai.
Wabasta Teri Hayaat Se
Wabasta Teri Hayaat Se Sabi Silsilay Hai Magar
Meri Zindgi Hai Mukhtasir Teri Mohabbat K Liye!!
Mohabbat Kia Hai Mat Pocho
Mohabbat Kia Hai, Mat Pocho,
Isy Bas Raaz Rehne Do,
Ye Aisa Lafz Hai,
Jis Ki Wazahat Dard Deti Hai
Main zard beej ho0n aor sabz hona chahta hoon
Main zard beej ho0n aor sabz hona chahta hoon
Mairi zameen,tairi mitti ka mashwara kiya hy??
Bikhr raha hoon teri tarah mein b aey rad e gul
So tujh sy poochta ho0n,taira tajarba kiya hy ??
Dabo Do Apni Kashti Ko
Dabo Do Apni Kashti Ko Kinaray Dhoondnay Walon
Yeh Dariya-E-Mohabbat Hai Yahan Sahil Nahi Hota
Ye Dil Hi To Janta Hai
Ye Dil Hi To Janta Hai Meri Mohabbat Ka Aalam
K Mujhe Jeenay K Liye Saanson Ki Nahi Teri Zarorat Hai
Log Aisy Wafa Se Darty Hain
Log Aisy Wafa Se Darty Hain
Jese Bachy Balaa Se Darty Hain
Zara Sa Ishaq Ka Bhi
Zara Sa Ishaq Ka Bhi Us Me Dakhal Hai Warna,
Koi Haseen Mukamal Haseen Nahin Hota.
Naadani Ki Hadd Hai Zara
Naadani Ki Hadd Hai Zara Dekho To Unhe
Mujhe Kho Kar Wo Mere Jaisa Dhoondh Rahe Hai
Yun Kis Tarha Kattay Ga
Yun Kis Tarha Kattay Ga Karri Dhoop Ka Safar?
Sir Per Khayal-E-Yaar Ki Chaadar Hi Lay Lain . !
Kaise Keh don ke mujhe chor diya ha usne
Kaise Keh don ke mujhe chor diya ha usne
baat to sach ha magar baat ha ruswai ki.
Wo jahan Bhi Gaya Lota to marey paas aaya.
yahi aik Baat ha achi mery harjaie ki
Zindgi Bina Tere Ek Saza Ho Gai
Zindgi Bina Tere Ek Saza Ho Gai
Tu Mili B Nhi Or Judda Ho Gai
Samajh Nahi Aati Wafa Karain
Samajh Nahi Aati Wafa Karain To Kis Se Karain
‘
Wasi
’
Mitti Se Bane Ye Loog Kagaz Ke Tukron Pe Bik Jaty Hain
Gum Sum Ankhen,Sooni Saansen
Gum Sum Ankhen,Sooni Saansen,
Toot,ti Jurti Umeedain…
Darta hun yun kesey katay gi,
Umer hai! koi raat nhi…
Woh anso bn k meri
Woh anso bn k meri chashm-e-tr ma rehta hy,
Ajeb shaks hy pani k ghar ma rehta ha
Bazm-e-Wafa Mein Apni
Bazm-e-Wafa Mein Apni Ghareebi Na Poochiye,
Ik Dard-e-Dil Hai, Wo Bhi Kisi Ka Diya Hua
Hamari Be-Khudi Ka Haal
Hamari Be-Khudi Ka Haal Wo Pooche Ager,
To Kehna Hoosh Bas Itna Hai Ke Tum Ko Yaad Karte Hain
me barson ga tou badal
me barson ga tou badal ruk jayen gay,
mujhe bus kal raat faqt itna yaqeen tha
Abi Umeed Baaqi Hai
Abi Umeed Baaqi Hai K Wo Bichra Hoa Sathi
Kisi B Moor Pe Mill Kr Hamain Hairaan Kr Dy Ga.
Dosti Ka Dawa Krne Wale
Dosti Ka Dawa Krne Wale Kuch Aise Log Bhi Hein Wasi…
Jinhein Hum Azeez tou Hein Mgr Apni Masrofiat K Baad….
Chahey mujhey kaam main la chahey nikamma kr de
Chahey mujhey kaam main la chahey nikamma kr de
Mein tera hun teri merzi mujhey jesa kr de
Tera bimaar hun azlun se na mer jau kahi
Ek baar mujh ko dekh le mujhey acha kr de
Sunday, 8 June 2014
Na rakh Umeed-E-Wafa kisi parindy sey
Na rakh Umeed-E-Wafa kisi parindy sey “WASI”
Zara par kiya nikl aein apna hi Aashyana bhool jatey hein.
Main Hans K Jhel Leta Hoon
Main Hans K Jhel Leta Hoon Judai Ki Sabhi Rasmein
Gale Jab Uske Lagta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain..!!
zara Roth jany pe
zara Roth jany pe itni khushamad
Wasi Tum Bigaro gy Adat kisi ki,,,,,,,
Hum to Be-naam se
Hum to Be-naam se Be-aasra Log hain Wasi
Koi Agar yad rakhe ga to us ki enayat hogi
Main tere hont k
Main tere hont k jiss till ko bahot chomata tha
Abb wo khawabon me chamakata hai sitare ki tarah
khawab aur khoshboo
khawab aur khoshboo …
Donon hi azada rooh hain
Donon qaid nahin ho sakte
Mere khawab Tumhari khoshboo……
Andheri raat me rehate to kitna achaa tha
Andheri raat me rehate to kitna achaa tha
Hum apni zaat me rehte to kitna achaa tha
Dokhon ne bannt lia hai tumhare bad humhen
Tumhare haat me rehte to kitna achaa tha
Saturday, 7 June 2014
Mein is Lye Bhi Apni Khuwaishaat kO
Mein is Lye Bhi Apni Khuwaishaat kO Tarq Ker Deti hUn…
Mjhe Aksar wO nhi Milta jO Meri KhuwaisH ban jaye…
Pehle mere khat k us ne
Pehle mere khat k us ne
Ikk anjane khof se dar kar
Tokare tokare kar dale
Abb…………
Aik haseen ehsas k tabagh
Jis ka koi naam nahin hai
Pichale kitne hi ghanton se
Darwaze ki aot me chop kar
Tokare joor rahi hai
‘’PAGAL’’………..
Dhoaen ki lehar pe
Dhoaen ki lehar pe tasveer raqas karti rahi
Wo cigaraton k tasalsal me yaad ata raha
Mujh ko bhi khof-e-tarak-e-taloq ne aa lia
Mujh ko bhi khof-e-tarak-e-taloq ne aa lia
Wo bhi isi kheal se aoron ki ho gai
Pehle to us k hath ki mashal bhojhi WASI
Phir yon hoa kahen meri taqdeer kho gai
Har ikk shab meri taza azaab me guzari
Har ikk shab meri taza azaab me guzari
Tumhare bad tumhare hi khawab me guzari
Main aik phol hon wo mujh ko rakh k bhol gea
Tamam umer usi ki kitab me guzari
Uss ne yee meri mohabbat ko
Uss ne yee meri mohabbat ko nea moor diya
Ajj mere lie balon ko khola choor dia
Jane kion pandara ka tanhaa
Jane kion pandara ka tanhaa
Aur odasi pehne chand
Mujh ko acha lagta hai
Shaid yoon
Choda to abb meri zid hai
Kion k choda ka khosh chand
Uss ko acha lagta tha
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)