gulzar-e-hast-o-bu na
beganawar dekh
hai dekhne ki chiz
ise bar bar dekh
aya hai to jahan mein
misal-e-sharar dekh
dam de najaye
hasti-e-napayedar dekh
mana k teri did k
qabil nahin hun main
tu mera shauq dekh
mera intzar dekh
kholi hain zauq-e-did
ne ankhein teri to phir
har rahguzar mein
naqsh-e-kaf-e-pay-e-yar dekh
No comments:
Post a Comment