Tuesday 12 August 2014

Har waqt ka hasnaa tujhe barbaad na kar de

Har waqt ka hasnaa tujhe barbaad na kar de,
Tanhaayi ke lamhon mein kabhi ro bhi liya kar,
Aye dil! tujhe dushman ki bhi pehchaan kahan,
Tu halqa-e-yaraan* mein bhi mohtaat* raha kar.

No comments:

Post a Comment