Wednesday, 27 August 2014

Tumhari yaadon ka aik taara sa jhil’milata hai,

Tumhari yaadon ka aik taara sa jhil’milata hai,
Udaas raton mein dil akela tumhain bulaata hai,
Jab aasman par dhannak ka manzar tamaam rangon ke sath aye,
To aese aalam mein naam tera labo’n pe ata hai,
Kabhi jo baarish ki tezz boondain tere tasawur mein nachti hain,
To aese aalam mein tera Arshad bhi gungunaata hai,

No comments:

Post a Comment