Meri ankhoN ke samandar meiN jalan kesi hey
aaj phir dil ko tarapney ki lagan kesi hey

ab kisi chhat pe charagoN ki qatareiN bhi nahiN
ab tere shehar ki galiyoN meiN ghutan kesihey
baraf ke roop meiN dhal jayeinge saare rishtey
mujh se poochho muhabbat ki agan kesihey

meiN tere wisal ki khuwahish ko na marne doonga
mausam-e-hijr ke lehje meiN thakan kesihey
reg’zaroN meiN jo banti rahi kaanton ki rida
us ki majboor si aankhoN meiN kiran kesihey
mujhe masoom si pagal larrki pey taras aata hey
usey dekho to muhabbat meiN magan kesihey

No comments:
Post a Comment