wo dil hi kaya teray milnay ki jo dua na karay
main tujh ko bhool zinda rahoon khuda na karay

pukara tu ne jo halaat ke andheron se
milay gi meri wafa tujh ko roshni ban kar
main jis maqam se guzron gi le ke naam tera
rahe ga saath tera payar zindagi ban kar
ye aur baat meri zindagi wafa na karey

issi tarah se he wo log bhi to zinda hain
jinhon ne umr guzari hai bewafai main
taraptay hijr ki raatain guzar hi jatin hain
ye theek hai nahin marta koi judai main
khuda kisi ko kisi se magar juda na karay
jinhon ne umr guzari hai bewafai main
taraptay hijr ki raatain guzar hi jatin hain
ye theek hai nahin marta koi judai main
khuda kisi ko kisi se magar juda na karay
wo dil hi kaya teray milnay ki jo dua na karay
main tujh ko bhool zinda rahoon khuda na karay
main tujh ko bhool zinda rahoon khuda na karay
No comments:
Post a Comment