Saturday 18 October 2014

na main usko paas bula sake na mein dil ke baat suna sake

na main usko paas bula sake na mein dil ke baat suna sake
woh hanse hanse mein he chal diya kay mein hath tak na hila sake
na hai dushmane kese din say, ab na hai doste kese raat say
hai bacha he kia, woh jaa chuka hai mujhe chehn kar mere zaat say
woh moqa he tha ajeeb sa kay woh khud ko bhi na bacha saka
na mein usko paas bula sake na mein dil ke baat suna sake
yeh bhi tehk hai woh chala gay, mujhe band rastay main chor kar
yeh bhi tehk hai kay woh na ayay ga khabhi but Ana kay tor kar
woh juda bhi aesay hoa kay mein koi rasm bhi na kar sake
na main usko paas bula sake na mein dil ke baat suna sake

No comments:

Post a Comment