Tuesday 11 November 2014

Tujhy hai mashq-e-sitam ka mlal wesy hi

Tujhy hai mashq-e-sitam ka mlal wesy hi

Humari jaan hai jan pe wabal wsy hee


Chala tha zikr zmany ki bewafai ka

So aa gya hai tumhara khyal wesy hi


Hum aa gaye hein to nasib apna

Wagrna us ne to phinka tha jaal wsy hee


Zamana hum se bhala dushmani to kya rakhta

So kar gya hai humen paimaal wasy he


Mujhy bhi shoq nah tha dastaan sunany ka

Faraz us ne bhi pocha tha haal wsy he

No comments:

Post a Comment