Friday, 24 January 2014

Bani aghyar ki ab chahne wali duniya,

Bani aghyar ki ab chahne wali duniya,
Rah gayi apne liye ek khayali duniya,


Hum to rukhsat hue auron ne sambhali duniya,
Phir na kehna hui Tauheed se khali duniya,


Hum to jeetein hain ke duniya mein tera naam rahe.
Kahi mumkin hai ke saaqi na rahe jaam rahe.

No comments:

Post a Comment