Har simt gham-e-hijr k Toofan hain MOHSIN
Mat pooch k Hum kitny Preshan hain MOHSIN
Har chehra nazar aata hy Tasweer ki soorat
Ham shehr k logon se b Anjan hain MOHSIN
Jis Shehr-e-Mohbat ne Hamain Loot lia hy
Us Shehr se ab Kooch k imkan hain MOHSIN
Kashti abi Umeed ki Doobi to Nhi hy
Phir Kyun Teri Aankho main ye Toofan hy MOHSIN
Kar in ka Adab,Rakh Inhen Seeny se lga kar
Ye Dard,ye Tanhaiyan Mehmaan hain MOHSIN.

No comments:
Post a Comment