hunar ka liye ik khzana phirta rha
apnu ki mahfil mai jease begana phirta rha
tum ko mili ho gi raat shaher k rindon se khaber
hathon mai liye hasrton k lash teri galiyon mai deewana phirta rha
log to har libaas k sath badlte hain pahchan apni
main whi liye muhbat ka qisa purana phirta rha
koi ab b krta hai meri justju
yhi le kr ak ahsas anjana phirta rha
us ki kitaab,e, zindgi mai mera tazkra hi nhi
main jis k liye ban k dushman,e, zamana phirta rha
talash,e, roz gaar k liye koi aya hi nhi syed
main to dil mai liye dard ka kar khana phirta rha

No comments:
Post a Comment