nazar wo hai ke jo kauno makan ke paar ho jaaye
magar jab ruh-e-taabaN par pade bekaar ho jaaye
nazar us huSn par thahre to aakhir kis tarah thahre
kabhi jo phool ban jaaye kabhi rukhsaar ho jaaye
chala jaata hoon hansta kehlta mauj-e-hawadish se
agar aasaaniyan ho zindagi dushwaar ho jaay
Urdu & English Poetries , Ghazal's , Ashharr & Nazam's,Naat's
.
Tuesday, 2 September 2014
nazar wo hai ke jo kauno makan ke paar ho jaaye
Labels:
Ghazal's
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment