Friday, 24 January 2014

Tary hath ke kash ma wo liker ban jaun

Tary  hath ke kash ma wo liker ban jaun
Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jau


Main tujhe itna chahun k to bhol jaye har rista
Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun


Tu aankhain band kare to aaun main hi nazzar aav
Is tara main tere har khuwab ke taabeer ban jau

No comments:

Post a Comment