Dil munafiq tha shab-e-hijar main soya kaisy,
Aur jab tujh se mila toot ke roya kaisy,
Zindagi mein bhi ghazal hi ka karena rakha,
Khawab dar khawab tere ghum ko piroya kaisy,
Ab to chehron pe bhi katbuo'n ka ghuman hota hai,
Ankhain pathre hui han lab-e-goya kaisy,
Dekh ab qurb ka mausam bhi na sar sabz lage,
Hijar hi hijr marasim main samoya kaisy,
Aik ansu tha ke dariya-e-nidamat tha FARAZ,
Dil baibak shanawar ko daboya kaisy.

No comments:
Post a Comment