“Ghari Bhar K Liye Tujh Se Juda Rehna Bhi Mushkil Hai
Magar Ye Bat Sub K Samnay Kehna Bhi Mushkil Hai”

“Har Ek Shay Tham Gai Hai, Sans Bhi Ankhon Ka Pani Bhi
K Ab To Ansoo Ka Ankh Se Behna Bhi Mushkil Hai”

“Baja Hai Zulum Hai Tera, Magar Ay Sheher Ke Hakim
Sitam Haad Se Guzar Jaye To Phir Sehna Bhi Mushkil Hai”

“Hai Dor e Maslehat Har Su , Gharz ka Dor Doura Hai
Galat Ko Is Zamany Main Galat Kehna Bhi Mushkil Hai”

“Lutairoooon K liye Aye Roshni Jannat Hai Ye Dharti
Yahan Hasas Insan K Liye Rehna Bhi Mushkil Hai”

No comments:
Post a Comment