Hum Tere Shehar Mein
Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Bar Mulakat
Ka Mooka Day Day
Meri Manzal Hai Kahan
Mera Tekhana Hai
Kahan
Subah Tak Tujh Se
Bichar Kar Mujhay Jana Hai Kahan
Sochanay Kay Liye Ek
Raat Ka Mooka Day Day
Hum Tere Shehar Mein
Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Apni Aankhoon Mein
Chupa Rakhay Hain Jignoo Mein Ne
Apni Palkoon Pe Saja
Rakhay Aansoo Mein Ne
Meri Aankhoon Ko Bhi
Barsat Ka Mooka Day Day
Hum Tere Shehar Mein
Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Aaj Ki Raat Mera
Dard-e-mohabbat Sun Lay
Kapkapatay Hoye
Hontoon Ki Shikayat Sun Lay
Aaj Izhar-e-khiyalat
Ka Mooka Day Day
Hum Tere Shehar Mein
Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Bholna Tha Tou Yeh
Iqrar Kiya He Kuan Tha
Bewafa Tou Ne Mujhay
Pyar Kiya He Kuan Tha
Sirf Dou Char Sawalat
Ka Mooka Day Day
Hum Tere Shehar Mein
Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Bar Mulakat
Ka Mooka Day Day
No comments:
Post a Comment