Thursday, 21 August 2014

Aghaz To Hota Ha Anjam nahe Hota

Aghaz To Hota Ha Anjam nahe Hota
Jab Meri Kahani Mein Woh Naam Nahe Hota

Jab Zulaf Ki Kaalakh Mein Ghull Jae Koi Rahi
Badnam Sahi Lekin Gumnam Nahe Hota

Hns Hans Ke Jawan Dil Ke Hum Kyun Na Chunain Tukre
Har Shaks Ki Qismat Mein Inaam Nahe Hota

Dil Tor Diya Us Ne Yeh Keh Kar Nigaahon Se
Pathar Se Jo Takraaye Woh Jaam Nahe Hota

Din Doobe Hai Ya Doobi Baraat Liya Kashti
Sahil Pe Magar Koi Kohram Nahe Hota

No comments:

Post a Comment