Thursday 9 October 2014

jisay bhol jaNay ka hukam hai usay bhol jaNa muhal hai

koi hal na koi jawab hai ye sawal kesa sawal hai
jisay bhol jaNay ka hukam hai usay bhol jaNa mu’hal hai
hu’eeN zard phooloN ki basti’aN magar is maiN teri khta kahaN
tujhay log dil se duaa’eyN daiN yehi teray jiN ka kamal hai
kabhi aa’smaaN ki bulandi’ooN se utar k khaak pe aa’eiN gaiN
abhi punchi’oon ko kahbar nahi ye zameeN walooN ka jaal hai
isi neem k pay’er ki oO’t maiN abhi chaand haar k so gay’aa
teray paak hoontoN ko choom lay ya kahan kisi ki majal hai
isi aik bister-e-behasi pe thakay thakay se badaN milay
teray saath b wohi be-dili ye visaal kesa visaal hai

No comments:

Post a Comment