Tuesday 14 October 2014

Sunoo Aisa Nahin Kartay

Hazaron pal tumhare bin, Na poocho kaise kat’tay hain
Kabhi yaadain rulaati hain Kabhi mosam satatay hain
Usay kehdo hum atay hain Hamain mayous na kerna
Humara maan rakh laina Humain wapis nahin jana
Humain dil mein basa lena Humain apna bana lena
Bohat tarpay hue dil say Bohat rootha nahin kertay
Muhabbat to ebadat hai Usay ruswa nahin kerte
zamanay say chhupate hain Kabhi charcha nahin kerte
Suno aisa nahin kerte.. safar tanha nahin karte

No comments:

Post a Comment