Tuesday 14 October 2014

To Us ke pass kaya rehta

agar wo ansoo baha daita to us k pass kya rehta
wo mujh ko husla daita to us k pass kya rehta
nishaan mujh ko nahi milata us tak pohhonchnay ka
wo mujh ko apna pata bata daita


to us k pass kya rehta
wo us ka maan tha k jsi k daam say wo zinda hai
main us ka dil dhukha daita
to us k pass kya rehta


meri yadoon ne ab taak usay abad rakha hai
wo mujh ko bhula daita
to us k pass kya rehta…….!!

No comments:

Post a Comment