Thursday, 11 September 2014

Heere moti main na chaahoon

Heere moti main na chaahoon
main toh chaahoon, sangam tera
main toh teri…saiyyan
tu hai mera ….
…saiyyan …saiyyan

tu jo chhoo le pyaar se
aaraam se mar jaaoon
aaja chanda bahoo mein
tujh mein hi gum ho jaaoon main
tere naam mein kho jaaoon
saiyyan … saiyyan

mere din khushi se jhoome, gaaye raatein
pal pal mujhe dubaaye jaate jaate
tujhe jeet jeet haaroon
yeh praan praan varoon
hay aise main nihaaroon
teri aarti utaaroon
tere naam se jurde hai saare naate
saiyyan … saiyyan

banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaaoon
baithoon naiya preet ki
sansaar se thar jaaoon main
tere pyaar se thar jaaoon
saiyyan … saiyyan

yeh naram naram nasha hai…badhta jaaye
koi pyaar se ghungatiya deta uthaaye
ab baawra hua mann
jag ho gaya hai roshan
yeh nayee nayee suhaagan
ho gayee hai teri jogan
koi prem ki pujaaran mandir sajaaye
saiyyan … saiyyan
Saiyyaaaaaaaaan…saiyyan

heere moti main na chaahoon
main toh chaahoon sangam tera
main na jaanutu hi jaane
main toh teritu hai mera
main na jaanutu hi jaane
main toh teritu hai mera
main toh teri ………… tu hai mera

No comments:

Post a Comment