shaam se aaj saans bhari hai
beqarari hai, beqarari hai
aap ke baad har ghadi hum ne
aap ke saath hi guzari hai
beqarari hai, beqarari hai
aap ke baad har ghadi hum ne
aap ke saath hi guzari hai
sehma sehma dara sa rehta hai
janay kiyun ji bhara sa rehta hai
janay kiyun ji bhara sa rehta hai
ishq main aur kuch nahin hota
aadmi baawra sa rehta hai
aadmi baawra sa rehta hai
aik pal daikh loon tau uthta hoon
jal gaya sab, zara sa rehat hai
jal gaya sab, zara sa rehat hai
chaand jab aasmaan pe aa jaye
aap ka aasraa sa rehta hai
aap ka aasraa sa rehta hai
No comments:
Post a Comment