Wo zinda zaror hai
Magar meray liye nahi
Agar wo pehly wala zinda hota
To yon na krta Mujhy
Zamaney mein ruswa
Mein ney kia kuch na kiya tha
Is ki khatir Isay paney key liye
Mein ney sub kuch To ganwa dia tha
Ab meray pas Is key siwa
Reh bhi kia gaya tha
Jab isay Ye mehsos hoa
Key Meray siwa us ka
Zamaney mein koi nahi
To In muhabbat’on key badley
Mein Is ney mujhy kia dia
Wohi ruswai Wo mujhy chor
Kr Chla gya Aur mery samney
Kisi aur ka ho gya Aur
Meray mathey Per likh
Kr chala gya Wohi Dagh-e-ruswai
Magar meray liye nahi
Agar wo pehly wala zinda hota
To yon na krta Mujhy
Zamaney mein ruswa
Mein ney kia kuch na kiya tha
Is ki khatir Isay paney key liye
Mein ney sub kuch To ganwa dia tha
Ab meray pas Is key siwa
Reh bhi kia gaya tha
Jab isay Ye mehsos hoa
Key Meray siwa us ka
Zamaney mein koi nahi
To In muhabbat’on key badley
Mein Is ney mujhy kia dia
Wohi ruswai Wo mujhy chor
Kr Chla gya Aur mery samney
Kisi aur ka ho gya Aur
Meray mathey Per likh
Kr chala gya Wohi Dagh-e-ruswai
No comments:
Post a Comment