Meray Janay Pay Aay Janan!
Peraishan Tum Nahin Hona
Kabhi Chup Ker Nahin Rona
Judai Zeher Hoti Hai
Mujhay Maloom Hai Lakin
Firaq-O-Hijer Ka Mosam
Yaqeenan Beet Jay Ga
Yaqeenan Wasl Kay Lamhay
Dobara Laut Aain Gay
Wohi Shamain Wohi Raatain
Wohi Qissay, Wohi Batain
Wohi Phir Dastaan Ho Gi
Muhabbat Meherbaan Ho Gi
Peraishan Tum Nahin Hona
Kabhi Chup Ker Nahin Rona
Judai Zeher Hoti Hai
Mujhay Maloom Hai Lakin
Firaq-O-Hijer Ka Mosam
Yaqeenan Beet Jay Ga
Yaqeenan Wasl Kay Lamhay
Dobara Laut Aain Gay
Wohi Shamain Wohi Raatain
Wohi Qissay, Wohi Batain
Wohi Phir Dastaan Ho Gi
Muhabbat Meherbaan Ho Gi
No comments:
Post a Comment