Tuesday 11 November 2014

Kisi se dil ki hikayat kabhi kaha nahin ki

Kisi se dil ki hikayat kabhi kaha nahin ki

Wagarna zindgi hum ne bhi kya se kya nahin ki


Har ik se kon muhabbat nibah sakta hai

So hum ne dosti yari to ki wafa nahin ki


Shakistagi mein bhi pandaar dil slamat hai

Keh Shikayat is ki nahin keh us ne zulm kia


Gila to yeh hai keh zalim ne inteha nahin ki
Woh na dahind agr tha to phir tqaza kya


Keh dil to le gya qeemat magr ada nahin ki

Ajeeb aag hai chahat ki aag bhi Faraz

Kahen jala nahin ki aor kahen bujha nahin
kius ke dar pe to ponhchy magr sada nahin ki

No comments:

Post a Comment